Aaj hawa shayd humse khafa hai,
Na jaane aaj kuchh ajeeb sa mehsoos hua hai,
Rat ko jab sota hoon toh khayalaat ke samandar umadh padhte hai,
Na jaane koun sa toofaan aane wala hai,
Mizaaj bhi aaj subaah se rootha hua nazar aata hai,
Lafz hain bahot mere zehen mein lekin himmate khaamosh hoon aaj,
Beshakl sa nazar aata hoon rangeen iraadon ke saath,
Kya yeh koi baat toh nahi joh mujhe dara rahi hai,
Kya yeh koi raaz toh nai joh mujhse chhupaa rahi ai,
Chalo ab is dard ko seh kar hi dekh lete hain sufi,
Kyunki aaj kal ard mere kuchh zyadah hi qareeb sa nazar aata hai....
*•.¸(*•.¸♥¸. •*´)¸.•*´
♥«´`•°<--Sufi Khan-->°•´`»♥
¸.•*(¸.•*´♥`*•. ¸)

No comments:
Post a Comment